Na Koi Rang Na Hathon Pe Hina Merey Baad
Wo Mukammal Hi Siya Posh Huwa Merey Baad
Le Ke Jata Raha Har Shaam Wo Phool Or Chirag
Bas Yahi Us Ne Kiya, Jitna Jiya Merey Baad
Roz Ja Kar Wo Samandar Ke Kinarey Chup Chaap
Nao Kagaz Ki Bahata Hi Raha Merey Baad
Us Ke Honthon Se Mera Naam Nikal Jata [...]
Hoga Musafir Jo Jahan Me AayegaSafar Ka Jahan Muqaam Chor Jayega…..
Iss Safar Me Hote Hain Sath Musafir BohutKoi Kisi Ke Sath Naa Aaya Jayega…..
Jayenge Yeh Doulat Yahan Chor Kar SaareJism Ko Sirf Do Gazz Kafan Pehnaya Jayega….Sajaya Nahi Jayega Phir Heere Motiyoun SeZyada Se Zyada Haar-E-Gul Pehnaya Jayega…
Ek Hi Baat Hai Sachi Har [...]