Sachchi Baat kahi thi meiney
Logon ne sooli par chadaya
Mujhko zahar ka jam pilaya
Phir bhi unko chain na aaya
Sachchi baat kahi thi meiney
Lekar jahan pay waqt gaya hey
Zulm mila hey Zulm sahah hey
Sach ka ek inaam mila hey
Sachchi baat kahi thi meiney
Sab say behtar kabhi na ban na
Jag ke Rehbar kabhi na ban na
Peer payamber kabhi [...]