Aye Yaar Aksar Tera Intizaar Rehta Hai
Is Dil Mein Bas Faqat Tere Pyar Rehta Hai
Aata Hai Laut Kar Woh Jo Jata Hai Yaha Se
Phir Bhi Kyun Unka Intizaar Rehta Hai
Tum Hi Ho Bas Dil Mein Jigar Mein Aur Nazar Me
Har Pal in Aankhon Ko Bas Tera Intizar Rehta Hai
Aajaye Laut Ke Woh Pardes [...]
Kabhi tum Apni mohabbat ka aitebar to do,
Main chahon toot k tum ko yeh ikhteyar to do,
Guzarti hi nahi mujh say yeh zindagi tanha..
Sahara pyar ka day kar usay guzaar to do,
Hum sochty hain tumharay bagair kya hoga..
Dil-o-Demag per ek bojh hai utaar to do,Meray khaiyal ki rahon ko kehkashan kar do,
K roshni say mayri [...]
Kal shayad mein rahun na rahunKal tum mujhe yaad karo na karo
Khushboo bana ker ek baarHumain bhi yaad kar liya karo
Jaan jayegi tere intezaar meinTumhein main milun na milun
Awaz detein rahegi dhardkane meriSaath tumhare chalun na chalun Rasta dekhati hain nazar hamariThehar hi nahi pati aur kahin
Tum kya jano intezaarYa meri ankhon ki nami