Khushk aankhon me kai bar jhalak jati haiKhushi milte hi aankho se tapak jati hai
Ghamo ke daur me na pucho kabhi halat iskikhamoshion me bhi ye saaf nazar aati hai
Kabhi mehfil to kabhi tanhai me chhup keKabhi chaman to kabhi baghon me ruk ke
Jab kabhi apno ki yaad sataati haiMoti ban ke pal bhar me [...]