Fatmagul Theme Song - Jaane Mera Kasoor Kya
Fatmagul
|
|
Please wait, Video Player loading. If It take long time, Refresh this page.
|
|
Tags
|
Description
Telecast on Urdu1 Serial name on Urdu1: Fatmagul Telecast on Urdu1: 2012
Cast of Fatmagul: Beren Saat ... Fatmagul Engin Akyürek ... Kerim Ilgaz Firat Çelik ... Mustafa Nalçin Murat Daltaban ... Münir Telci
Original Serial Name: Fatmagül'ün Suçu Ne Year or Telecast (Turkish): 2010 Producer(s) Ay Yapım Created by Vedat Türkali Written by Ece Yörenç, Melek Gençoğlu Directors: Hilal Saral, Hüseyin Tunç, Ayhan Özen Country of origin: Turkey First broadcast on: Kanal D Channel Language: Turkish Filming Locations: Istanbul, Turkey Jaane Mera Kasoor Kya Lyrics from FatmagulAaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa
Jo kahin kabhi na suni gayi Meri zindagi hai woh daastan Kyon likhi gayi kyon bhala meri Taqdeer mein ruswaayiaan
Aaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa
Ye sitam jo mujh pe guzar gaya Ke wajood mera bikhar gaya Meri zindagi mujhe tu bata Kis jurm ki mujhe di sazaaa
Jaane mera kasoor kya Jaane mera kasoor kya Jaane mera kasoorrrr kyaaaa
Kaha kho gaya mera raasta Kaha ghum hui meri manzilein Mere saath hai mere hum qadam Meri humsafar meri mushkilein
Aaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa
Kyun yeh zakhm aankhon meri bhar gaye Mere khwab kaise bikhar gaye Meri zindagi mujhe tu bata Kis jurm ki mujhe di saza
Jaane mera kasoor kya Jaane mera kasoor kya Jaane mera kasoorrr kyaaaaaa
Jo kahin kabhi na suni gayi Meri zindagi hai woh daastan Kyon likhi gayi kyon bhala meri Taqdeer mein ruswaayiaan
Aaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa
Ye sitam jo mujh pe guzar gaya Ke wajood mera bikhar gaya Meri zindagi mujhe tu bata Kis jurm ki mujhe di saza
Jaane mera kasoor kya Jaane mera kasoor kya Jaane mera kasoorrrr kyaaaa
Aaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa
Jaane mera kasoor kya Jaane mera kasoor kya Jaane mera kasoorrrr kyaaaa
|